Tamana mat rakho taara ya sitara banne ki
sochna hai toh uncha socho
ki taaron se toh pura aasman bhara hua hai
himmat hai toh chand bano
sirf khaali sapno se nahin banta kuch kaam
ab chhune ke nahin, paane ki tamana karo
himmat hai toh chand bano
chand toh ek he hai
chandni roshan karti jahan ko
taare toh bechare doot hain
banna hai toh maharaja chand jesa bano
aur hazaron dilon pe raj karo
sitare jalte hain aur toot bhi jaate hain
un toote huye sapno mein
aaj ka khayal mat dekho
banna hai toh chand bano
janti hoon ki chand mein bhi daag hai
lekin agar uncha banna chahte ho
toh pak chand bano
jismein koi daag na ho
tum sada amar raho aur khush raho
himmat hai toh chand bano
sochna hai toh uncha socho
ki taaron se toh pura aasman bhara hua hai
himmat hai toh chand bano
sirf khaali sapno se nahin banta kuch kaam
ab chhune ke nahin, paane ki tamana karo
himmat hai toh chand bano
chand toh ek he hai
chandni roshan karti jahan ko
taare toh bechare doot hain
banna hai toh maharaja chand jesa bano
aur hazaron dilon pe raj karo
sitare jalte hain aur toot bhi jaate hain
un toote huye sapno mein
aaj ka khayal mat dekho
banna hai toh chand bano
janti hoon ki chand mein bhi daag hai
lekin agar uncha banna chahte ho
toh pak chand bano
jismein koi daag na ho
tum sada amar raho aur khush raho
himmat hai toh chand bano
No comments:
Post a Comment