tanhai ki nishani hai andhera
kisi ki yaad mein jalta hai yeh andhera
rishte naate, kasmein vaade
se milon door panpata hai yeh andhera
uske dil mein, mere dil mein
har dil mein basta hai yeh andhera
sahi-galat ki beparwahi mein hai yeh andhera
sadko par, raat mein awara chand ki tarah
firta hai yeh andhera
pyar mein wafai ki guzur karta hai yeh andhera
fir bhi na jaane kyun darr se jodta hai yeh andhera
aankhon mein basera karta hai andhera
dhakhan mein,ragon mein laho bankar behta hai andhera
fir bhi na jaane kyun beghane lagta hai yeh andhera
khamoshi ko awaaz deta hai yeh andhera
chaka chaund se door hai yeh andhera
aansoun ko namkeen karta hai yeh andhera
mere dil mein, uske dil mein
uske dil mein basta hai yeh andhera
raat ko arth hai yeh andhera
fir bhi har din ki tarah badalta hai andhera
use aaj bhi khawabon mein basaya karta hai yeh andhera
raha aaj bhi taka karta hai yeh andhera
sabko bhoola deta hai,har ek ko gher leta hai
ghan ghor kala kabhi na mitne waala andhera
har achai-burai ko apne aagosh mein chhupa leta hai yeh andhera shayad ab lagta hai itna bura bhi nahin hai yeh andhera

No comments:
Post a Comment