sau sawalon ka ek jawab
ab us jawab par bhi sau vivaad
aaj ek baar mein faisla karte hain
saare raaz-e-dil bayan karte hain
sabse pehle kuch nahin bas masoomiyat banti hai
woh jigyasa aur jeene ki ichcha mein panapati hai
jivan se bharpoor roshni ki tarah chamakati hai
sabse pehle masoomiyat banti hai
par har din ke baad andhera hota hai
lekin andhere ke baad he toh savera hota hai
vesh-busha dhaarn kar har kan-kan yeh sajish karta hai
aur us masoomiyat se he toh aadmi ubharta hai
woh aadmi jo adarshon ko bech chuka hai
jo insaniyat ko maar chuka hai
woh dhire-dhire barbadi ki aur bad raha hai
masoomiyat ko nasht kar, uski rakh par se
aadmi ubharta hai
zidd ki daud mein andha dhoon bhaaga karta hai
jeetene ke lobh mein apne imaan ko daav pe lagaya karta hai
masoomiyat jab kadam rakhe duniya mein
andhera bankar haivaniyat ka uspar chaata hai
fir he toh aadmi ubharta hai
santoshti ka daman chod, laalsa ka hath pakad
duniya ki raah mein chalta hai
tabhi ek aadmi ubharta hai

Very well written..!! :)
ReplyDeleteIt's d regality of today's world.. and you have portrayed it so nicely through dis poem..!!
thank you unknown admirer spread d word around
Delete