woh har baat pe kehte hain ki woh kuch hain
main har baat pe kehta hoon ki main kuch hoon
lekin asal mein is kuch mein kuch bhi nahin
jo hai mitti hai
dhooli hai aur dhool he ho jaana hai
toh ghum kiss baat par
toh ghamand kiss baat par
jab mitti mein he mil jaana hai
hum sab pehnava uude.
banjaarey hain is duniya ke mele mein
na koi ghar, na koi thikana
yeh zameen hai basera
aur aakash mein ki chhaya mein
zindagi se har dum ladte huye
tere dar pe sajde karte huye
chalenge sir pe kafar bandhe huye
bhid, chaka-chaund se door
kyunki is kuch mein bhi kuch nahin
ant mein jahan waqt bhi tham jayega
sab mitti hai aur mitti mein he mil jaana hai
main har baat pe kehta hoon ki main kuch hoon
lekin asal mein is kuch mein kuch bhi nahin
jo hai mitti hai
dhooli hai aur dhool he ho jaana hai
toh ghum kiss baat par
toh ghamand kiss baat par
jab mitti mein he mil jaana hai
hum sab pehnava uude.
banjaarey hain is duniya ke mele mein
na koi ghar, na koi thikana
yeh zameen hai basera
aur aakash mein ki chhaya mein
zindagi se har dum ladte huye
tere dar pe sajde karte huye
chalenge sir pe kafar bandhe huye
bhid, chaka-chaund se door
kyunki is kuch mein bhi kuch nahin
ant mein jahan waqt bhi tham jayega
sab mitti hai aur mitti mein he mil jaana hai
No comments:
Post a Comment