mann kehta hai
asmaano mein udon
samet kar saare taare
tere daaman mein bhar doon
mann kehta hai
jitne khawab hain tere
sabhi aaj he pure kar doon
mann kehta hai
ki kaiynaat ki tamaaam
jo bhi hain khushiyan tere naam kar doon
pari ho tum meri jahan ki
dhoondh dhoond kar
jaanat aur zameen ek kar doon
mann kehta hai
ki jab uthe mere kadam
meri har manzil tere hawale kar doon
mann kehta hai ki
mere har sajde mein
ho sajda tumhara
un hatheliyon mein jaan nisar kar doon
aur agar fir bhi reh jaaye koi kasar
mann kehta hai
ki saari kasar puri kar doon
asmaano mein udon
samet kar saare taare
tere daaman mein bhar doon
mann kehta hai
jitne khawab hain tere
sabhi aaj he pure kar doon
mann kehta hai
ki kaiynaat ki tamaaam
jo bhi hain khushiyan tere naam kar doon
pari ho tum meri jahan ki
dhoondh dhoond kar
jaanat aur zameen ek kar doon
mann kehta hai
ki jab uthe mere kadam
meri har manzil tere hawale kar doon
mann kehta hai ki
mere har sajde mein
ho sajda tumhara
un hatheliyon mein jaan nisar kar doon
aur agar fir bhi reh jaaye koi kasar
mann kehta hai
ki saari kasar puri kar doon
No comments:
Post a Comment