zikr hua tha jab tumhara
kayamat si chhai thi baharon mein
tum woh jisne badal ke rakh diya sab kuch
kya kahun, kon ho tum
jivan ki aapa-dhapi se mera dhyan hata diya
naya sa khumar mujh mein jaga diya
kya kahun, kon ho tum
saj dhaj jo mere garibkhane mein rannakein laga di
dil mein kuch karne ki aatishbaazi jala di
kya kahun, kya ho tum
har mushkil mein deedar tumhara karta raha
woh baat karien pyaar ki main tum par gazal likha karta tha
kya kahun, kon ho tum
mere dukhon ke ehsason ka kuch narm kar diya
jalti hui, tadapati hui ruh ko kuch thanda kar diya
kya kahun, kon ho tum
ganit ka ghatana aur woh guna karnanahin hota tha hal
swal-jawab nahin hote the yaad
par dhun jo sunai deti tumhari
meri khushi ko chhod, mera khud ka thikana nahin rehta tha
kya kahun,kon ho tum
jhoomta tha main un sab ki tarah sab kuch bhulakar
nashe mein na hokar bhi behak gaya, sudh-budh khokar
sab tumhari karimi ka asar
kya kahun, kon ho tum
jadu ho tum
jadugar ki tarah aagosh mein dewana banaya tha
woh junoon mere sir- pair par chhaya tha
sangeet aaradhana, meri sadhana tumne banaya tha
woh toh likhte hain tumne toh itihas banaya tha
ek yug ko tumne sikhaya tha
mausiki ko meri ibadat banaya tha
jismani toh chale gaye jab allah se farman aaya tha
ruh se tootkar jab bikhar gaye mootiyon ki tarah
ek aansoun yunhi chhalka aaya
kamal ki baat hai insaon mein na jaan kahan se
jadu sa woh farishta nikhar aaya tha